Aisa lagta hai zindagi.... tum ho Ajnabee, kaise ajnabee tum ho? Main zameen par ghana andhera hoon... Aasmaanon-ki chandni tum ho
- in General ShayariHamhe to apnon ne mara Gairon main kahan dham ta Meri kashti doobi wahan Jahan paaani kam tha
- in General ShayariNa jee bhar ke dekhaa na kuch baat ki, badi aarzoo thi mulaqaat ki, Kaye saal se kuch Khabar hi nahin, kahaan din guzaaraa kahaan raat di, Main chup tha tou chalti hawa ruk gayi, zubaan sab samajhte hain jazbaat ki, Sitaaron ko shaayad khabar hi nahin, musaafir ne jaane kahaan raat ki...
- in General ShayariDuniya bhar ki khushiyan hamare saath chali Qadam mila ke jo hamare saath aap chali...
- in General ShayariMere Dil Main Koi Aawaz Ubhar Aati hai Tere Hi Baal Bikhar Jaata Hain Diwaron Pe Teri Hi Shakal Kitabon Main Nazar Aati Hai Faasle Jism Ko To Dour Le Jaate Hain
- in General ShayariTumne Bhi Rangoli Sajayi Hogi Matwaali Diwaali Manayi Hogi Bujha Hua Chirag Dekhkar Humari Yaad to Aayi Hogi
- in General ShayariEach night when you sleep You're feeding the seed The seed of the tree Of who you will
- in General ShayariRishta tha tabhi tou kisi be-dard ne todaa apnaa tha tabhi tou koi be-gaanaa hua hai ........ Baadal ki tarah aake baras jaaiye ik din dil aap ke hote huye viraana hua hai ....
- in General Shayari