Kya chaal hai tumhaari, jaise chalti hai koi cat What is your ICQ number, aao karein chat
- in General ShayariApne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho, mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho, Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa, pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho,
- in General ShayariZindagi ek phool hai aur mohabbat us ka shehed Pyar Ek Dariya Hai, Aur Mehmoob uski sarhad
- in General Shayarimujhe mere mitne ka gam hai to ye hai tumhen bevafaa kah raha hai zamana Khudara meri qabr pe tum na aana tumhen dekh kar shaq karega zamana
- in General ShayariApne chehare se ruswaai ka error to hatao Ai jaaneman apne dil ka password to batao
- in General ShayariMere rooh ki haqeeqat Merey aansoo se pucho Mere keh kahon ki duniya Mere tar juman nahin hai
- in General ShayariYeh ladki jawani main, jawani se, jawano ko tarpaye gi Aankhon se karegi qatal, aur labon se muskaraye gi
- in General ShayariAadi bana kar lazzat-e-aazaar ne mujhey Gham ki khalish ko dil ki tamanna bana diya
- in General ShayariAaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain........ Bilkul jaise kal chamak rahe the...(wah wah)
- in General Shayariaavto nathi taro javab to vicharu chhu ke su kam mane tari aatli badhi yad ave chhe. check karu chhu mara inbox ne tara sivay badha na email ave chhe.
- in General Shayari