Shayari
Jeene ka matlab humne mohabat me pa liya jiska bhi gam mila use apna bna liya aap ro kar bhi gam ko halka na kar sake hamne hansi ki aadh me har gam ko chhupa liya
Category: Bewafai         Posted On: 18-Sep-2012