Shayari
Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hain... Yeh haqeeqat to nigahon say bayan hoti hain Woh na aaye tou satati hai khalish see dil ko... Woh jo aaye to khalish aur jawan hoti hain
Category: General Shayari        Posted On: 30-Jul-2008