Shayari
Saawan Ka mausam tha, Poonam ki Raat Thi Mein uske paas tha, woh mere karib thi Woh mere paas aayi, par thodi si ghabraayi Jab meine uska haath pakada to thodi si sharmaayi Usne kaha, aao aaj hum aise bandhan me bandh jaaye Jise duniya ki koi taakat na tod paaye Meri khushi ka andaaja lagana mushkil hai Par iske aage jo hua, woh batana bhi mushkil hai Usne mera haath haatho me lekar kaha, Yeh Janam-janmo ka bandhan hai phir mujhe yaad aaya, yeh Saawan ka mausam yeh poonam ki raat - Aaj to RakshaBandhan hai.
Category: General Shayari        Posted On: 14-Jul-2008