Shayari
mohabbat ke anokhe thi sabhi andaaz kya karte rahe hum bhi gurezaan aap bhi naraz kya karte, sanam tujhse mohabbat ka bhala aagaaz kya karte labon par baat aayi par na thi aawaaz kya karte, dil-e-nazuk humara usne pal mein tod dala tha use bhaati thi toote kaanch ki aawaaz kya karte, hum uske samne chup saadh kar baitha kiye phir bhi jafa-kaari se pesh aaya woh heela-saaz kya karta, sajakar sau tabassum ek gam tum se chhupata tha magar mere tum jaan kar woh saare raaz kya karte.....
Category: Love Shayari        Posted On: 10-Jan-2012