ai vaa_iz-e-naadaan karataa hai tuu ek qayaamat kaa charchaa yahaa.N roz nigaahe.n milatii hai.n yahaa.N roz qayaamat hotii hai
- in General ShayariIf you love someone, Set her free ... If she comes back, and if you love her still, set her free again, repeat(Playful)
- in General ShayariMujhe bhulna bhi chaho to bhula na sako ge Main to palkon pe thahar jaoon ga, aaansoon ki tarah
- in General ShayariAshk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho, dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho, In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum, mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho, Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho, milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho ...
- in General ShayariAansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo Log muth-thi bhar namak liye ghooma karte hain Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo
- in General ShayariDoor se dekha to kuchh dikha nahi..... Dooor se dekhaaa... to kuchh dikha nahi..... Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi
- in General ShayariTasalli Ho Jayegi, Zara Itna To Bata Do Tumhe Bhi Hitchkiyan Aati hain Jab Hum Yad Karte Hain
- in General ShayariNahin lag sakta kabhi maikhane main taala Ek nahin..do nahin...Saara shahar hai peene waala
- in General Shayari