aakhon ki zuban wo samajh nahi pate, honth hain magar kuch keh nahi pate, apni bebasi kis tarah kahen, koi hai jinke bina hum reh nahi paathe.
- in Love Shayaridil ki basti bikhar gayi hoti, ki rooh ke ye zakhm bhar gaye hote, yeh zindagi to aap ki amaanat thi warna, hum to kab ke mar gaye hote!!
- in Love Shayariagar hum na hote to tujhe ghazal kaun kahta, tere chehre ko kamaal kaun kahta, yeh to karishma hai mohabbat ka, warna pathharoN (stones) ko taj mahal kaun kaheta??
- in Love Shayarikhud ko kar buland itna ki zamaana ho deewana khud ko kar buland itna ki zamaana ho deewana neend se utha to paaya kutton ka dawaakhaana
- in Funny ShayariDuniyaa ne mujh pe fenke the patthar jo behisaab; Maine unhi ko jod k ek ghar bana liya!
- in Love ShayariSaawan men wo na aaye to hamne yahi kiya; Jhoole pe unka naam likha our jhula diya!
- in Funny ShayariWo jo mere dard ko apna dard kahta haiHans k zakhm jo mere apni jaa’n pe sahta haiAjnabi hua hai tu kitne dard degayaNind khwab legaya ..aah-e-sard degaya
- in Friend Friendship ShayariZindagi jaise ek saza si ho gayee hai, gham ke saagar mein is qadar kho gayee hai, tum aa jao waapis yeh guzaarish hai meri, mujhe shayad tumaari aadat si ho gayee hai.
- in Love ShayariZindagi jaise ek saza si ho gayee hai, gham ke saagar mein is qadar kho gayee hai, tum aa jao waapis yeh guzaarish hai meri, mujhe shayad tumaari aadat si ho gayee hai.
- in Love ShayariZindagi jaise ek saza si ho gayee hai, gham ke saagar mein is qadar kho gayee hai, tum aa jao waapis yeh guzaarish hai meri, mujhe shayad tumaari aadat si ho gayee hai.
- in Love Shayari