Aapki Dosti hum is tarah se nibhaenge, aap roz khafa hona hum roz manayege, par maan jana manaane se….. warana bhigi palkain le k hum kahan jayenge…
- in Friend Friendship ShayariTeri Muskuraht meri pehchaan hai, Teri Khushi meri jaan hai, Kuch bhi nahi meri zindgi….. Bas itna samajh le ki tera Dost hona meri shaan hai!
- in Friend Friendship ShayariDil ko Dil se churaya aapne, duur hote hue apna banaya aapne, kabhi bhul nahi payenge aapko Dost….. kyunki Dosti karna sikhaya hi hai aapne…..!
- in Friend Friendship ShayariSapne tuut jate hai, apne ruuth jate hai, Zindgi me kaise kaise mod aate hai, magar jab bhi saath ho aap jaise Dosto ka….. to raaho ke kaante bhi phuul ban jate hai…..!
- in Friend Friendship Shayarina jaane q par aaj bhi in aakhon ko intezaar hai tera, mujhme samaya hai tu,meri chaaya hai tu, tu hi hai jisse iss dil ne chaaha hai, tu hi hai jo in dhadkano me samaya hai, nahin jaante hoga na hoga tu mera, par aaj bhi inn aankhon me darsh tera samaya hai……
- in Bewafaina jaane q par aaj bhi in aakhon ko intezaar hai tera, mujhme samaya hai tu,meri chaaya hai tu, tu hi hai jisse iss dil ne chaaha hai, tu hi hai jo in dhadkano me samaya hai, nahin jaante hoga na hoga tu mera, par aaj bhi inn aankhon me darsh tera samaya hai……
- in BewafaiUs ko chaha to mohabbat ki samajh ayee warna is lafz ki tareef suna karte the……….
- in Bewafaikabhi kisi se pyar na karna Kisi ke liye dil bekarar na karna Karna to sirf ankhon se Dil se kisi se pyar na karna…….????
- in BewafaiEk tanha raat me apki yaad aayi, tanhai mitane ko humne ek cigrate sulgai, na jaane kaise qayamat ho gayi ke dhooeein ne bhi apki tasvir banayi.
- in BewafaiHam hain ki unhe apana banane ki bat karte hain. Aur o hain ki jamane ki bat karten hain. Aisi sadgi par kaise na ho dil fida. Jo hame bar bar bahlane ki bat karten hain. Gusse me lagten hain is kadar hasin . Ki kamal ke phul bhi sarmane ki bat karten hai. Chand Taron ki bat karta hai to kare koi. Ham to bas apani jan S ko manane ki bat karten hain.
- in Bewafaihumne tum pe bharosa karke ek dil tha diya, tumne ek kaanch ka shisha samajh ke tod diya..! humne tumhare liye apne khoon se ek Gazal likhna sikh liya, tumne ek bejaan kaagaj samajh ke tod diya..! waade kar ke humse door khud hi jaana soch liya or bewafai ka ilzaam hum pe daal diya..! wha..! wha..!
- in Bewafai