MACHHAR SONG: Bhigi SKIN teri,Pyasa DANKH mera. lage AMRIT sa muje KHOON tera. kabhi meresath koiRAAT gujar, tuje subah tak me kardu BIMAR.:D
- in Funny ShayariLalu Bus k ooper khara tha Rastay main Toofan aaya Dhoti urr gai Phir Bijli Chamki Lalu: Ek to hamaar Dhoti Chin li Ooper se Sasura Photo Let ho.:D
- in Funny ShayariApna aik usool hai, Hansi k liye Ghum bhi Qurban, Khushi k liye aansu Qurban, Dost k liye Jaan Quran, Aur Agar Dost ki Girlfriend mil jaye to sala Dost bhi Qurban.:ken::D:lol:
- in Funny ShayariShe is Hot, She is Sweet, She always need a lip 4 Kiss Who world MAD for her. Who? Who is She? Do you know? "TEA" Chai piyo, Mast jiyo.:lol::ken::D
- in Funny ShayariAwaz mein Mithas hai.. Soorat bhi khaas hai.. Khuda ne bas thoda sa screw dhila chod diya varna... Cheez to tu jhakkas hai..!!:):D
- in Funny ShayariLarki apne B.F. se: Mera Bacha! Mera Shoonu! Mera Gugluu! Shadi Karo Gey? Bolo Baby … B.F.: Tum Mujhey Propose Karna Cha Rahi Ho Ya Adopt?:lol::ken::D:)
- in Funny Shayari"Rang De Basanti" movie Dekh k Santa ko bahut gussa aaya Friend asked: Why are you so angry? Santa: Poori film mai Basanti to dikhai nahi di.:lol:
- in Funny ShayariManzil ki taraf barhtay raho, Jo dil kahe woh kare woh raah chuno. Peeche walon ko aagay mat aanay do. Or jo aagay hain unse aagy niklo. . Tub he ek achay Truck Driver ban pao gay. :lol:
- in Funny ShayariEk Bhoot Ne Dusre Bht Se Kaha, Kitni Ajeeb Baat Hai Na 'Ladke Marne Ke Baad Bht Ban Jate Hai, Aur Ladkiyaan Chudel Ki Chdl Hi Rehti He:):D:ken:;)
- in Funny ShayariEk Sardar Ko Puri Raat Machharo Ne Bahut Pareshan Kiya Uski Khopadi Sarki Srdr Ne Zeher Piya Aur Bola..."Ab Kaato Saalo, Sab Maroge. ;):):D:lol:
- in Funny Shayari