Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya, Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya.. Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi, Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
- in General Shayarisocha tha jaisa waisa hi jevan toh hai magar ab aur kis talash mai bey chein hai nazar
- in General ShayariRaahein wohi manzil wohi lekin naye hamsafar, Hum bhi wohi dil bhi wohi dhadkan nahi hai magar.
- in General ShayariMere dil main hai ek nagamaa , Kahataa hai woh mujhse yun, Teri baatain, teri ulfat , Main har dam bas tujhe sochun.
- in General ShayariMain kis se kahoon mere saath chal Yahan sab kay sar par saleeb hai Aaj ujaali ki kiran kho gayi zindagi veraan se ho gayi,
- in General ShayariEk parvaz deekhai di hai, teri aawaz sunai di hai, Jeeski raato mein kati thi sadiyaa usne sadeeyo ki judai di hai.
- in General Shayarihar lamha hai haseen naye dilkashi k saath phir bhi koi kami si hai kiun zindagi k saath
- in General ShayariJab Kishti Sabit Salim Thee, Sahil Ki Tamanna Kis Ko Thi Ab Aise Shikasta Kishti Main Sahil Ki Tamanna Kaun Karey
- in General ShayariMaine tumhare yaadon mein ro ro ke tub bhar diya Magar tum itney be-wafa nikle ki nahake chal diye…
- in General Shayari