Alfaz-o-maani mein tafawat(difference) nahi lekin Mullah(religious person) ki azaan aur, mujaajid(holy warrior) ki azaan aur
- in General Shayarimarte hain aarzoo me marne ki maut aati hai par nahin aati kaba kis munh se jaoge Ghalib sharm tumko magar nahin aati
- in General ShayariKon rakh ta hai yaad naamo ko, logh chaharo ko bhool jatey hai, tum samader kee baat karti ho, logh ankho mein doob jatey hai, Mohabat jisney ker ni ho. wo mohabat kya janey, Mera dil tumhi ab bhi chahata hai... teray dil ko khuda jaanay!!
- in General Shayariyeh mat dekh ke zindagi main kitne pal hai bal ke yeh dekh ke har pal main kitni zindagi hai
- in General ShayariAandhi aati hai, tufaaan chale jaate hain Yaade rah jaati hai, insaan chale jaate hain
- in General ShayariDaastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein lekin ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo usne jo aag lagaa di woh bujhaai na gayi
- in General ShayariFalak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha Idhar Mera Ghar, Udhar Uska Aaashiyana Tha Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed Usi Waqt Is Tofaan Ko Bhi Yahaan Aana Tha
- in General ShayariDharti so rahi hai, Aasman so raha hai Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai Nonsense! yeh sab kya ho raha hai?
- in General ShayariTumse mila main kal to, mere dil mein hua ek sound, Lekin aaj tum mili to kehti ho Your file not found!
- in General Shayari