Doston ko bhul ne walo mein se hum nahi, Sath chod ne walo mein se hum nahi, Ye dosti to hum umar bhar nibhayenge, Kyuki wada todne walo mein se hum nahi…
- in Funny ShayariTeri yaad mein humne kalam uthaayi liya paper aur tasveer aapki bnayi socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi…
- in Funny ShayariWhen i open my eyes every morning i pray to God that everyone should have a friend like you…. Why should only i suffer!!!
- in Funny ShayariAik Murghi ka Kawway se rishta ho gaya, . Jab Murghay ko pata chala, to wo Murghi k paas gaya or Bola: . Mujh men kya kami hai? Smart hoon, Kawway se zyada khoobsurat hun, Tumhari biradari ka hun, Meri awaz pooray sheher men goonjti hai. Murghon ki Union ka President hun†. Murghi: Main tumhare jazbaat ki qadar karti hun, . Lekin!! Amma Abba ki khwahish hai k Larka Air Force men ho ;-)
- in Funny ShayariAaj apni Muhabat ko naya morr diya us ne, Mere liye baalon ko khula chorr diya us ne! Pehle hansta tha main muh khol k, Ab to Aage wala hi daant torr diya us ne! Us ne sargoshi ka kaha main betaab ho gaya, Kaan paas kiya to marorr diya us ne! Sardiyan aaeen to laya maaltay mehboob k liye, Malta kha k chilka ankhon main nichor diya us ne! Bewafai ki had b dikha di ik din us zalim ne, Milne ghar gaya to pechay kutta chor diya usny..’
- in Funny ShayariMein din bhar kuch nahin karta, Mein araam karta hoon, Woh apna kaam karte hain, Mein apna kaam karta hoon..
- in Funny ShayariBhagwan kare tujhe bahut pyaar mile sabhi ladkiyan tujhe baandhe rakhi tujhe jeevan bhar ka unka saath mile.
- in Funny ShayariMere Dost Tum Bhi Likha Karo Shayari Tumhara Bhi Meri Tarah Naam Ho Jayega Jab Tum Par Bhi Padenge Ande Aur Tamatar To Shaam Ki Sabji Ka Intajaam Ho Jayega…
- in Funny ShayariAgar Feroz Khan Don Hota To Dialouge Kya Hota? Mere Sar Par Baal Aane Ka Intezaar To 11 Shehron Ke Naayi Kar Rahe Hain, Par Mere Sar Par Baal Aana Mushkil Hi Nahi Namumkin Hai…
- in Funny ShayariJeevan Main Ek Sitara Tha Maana Vah Behad Pyara Tha Vah Doob Gaya To Doob Gaya Ambar Kay Aanan Ko Dekho Kitne Iskay Taare Toote Kitne Iskay Pyare Choote Jo Choot Gaye Fir Kahan Mile Par Bolo Toote Taaron Par Kab Ambar Shok Manata Hai Jo Beet Gayi So Baat Gayi
- in Funny ShayariMridu Mitti Kay Hain Bane Hue Madhu Ghoot Phoota Hi Kartay Hain Laghu Jeevan Lekar Aaye Hain Pyale Toota Hi Karte Hain Fir Bhi Madiralaya Kay Andar Madhu Kay Ghat Hai Madhu Pyale Hain Jo Madakta Kay Maare Hain Vey Madhu Loota Hi Kartay Hain Va Kachcha Peene Wala Hai Jiski Mamta Ghat Pyalon Par Jo Sachchey Madhu Sey Jala Hua Kab Rota Hai Chillata Hai Jo Beet Gayi So Baat Gayi
- in Funny Shayari