dam se hai tere ye roshanii hii porii konaa chii isakii adaa meraa dil le gaI hii porii konaa chii
- in General ShayariAb koi aarzoo nahin baaki......... justajoo meri aakhri tum ho Doston-se wafa ki ummeeden!........ Kis zamaane ke aadmi tum ho?
- in General ShayariKhoob aati hai jab bhi aati hai, Yaad teri bahot sataati hai, Dhoop main,chaanw main, ghataao.n mai.n, Teri soorat ubhar ke aati hai
- in General ShayariKhudaa jab husn deta hai nazaakat aaa hi jati hai Kadam chun chun kar rakhti ho kamar balkha hi jaati hai
- in General ShayariKaate nahi kat te hain lamhe intezaar ke Nazarein jama ke baithe hain raste pe yaar ke Dil ne kaha dekhein jo jalwe husn-e-yaar ke Layaa hai koun inko, phalak se utaar ke
- in General ShayariTum badle, jahan badla, badli nazar zamane ki Yeh Aansu char baqi rah gaye, nishani dil lagane ki
- in General ShayariZaruri To Nahi, Ke Batayain Labon Se Dastaan Apni Zabaan Ek Aur Bhi Hoti Hai Izhaar Ki
- in General ShayariHumne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi joshh ke sath ! Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi shhor ke sath ! Aab hum pyar karenge badi soch ke sath Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath
- in General ShayariIs hasrat se mila kya mujhko Ik jhalak mere dildaar ki Is muhabbat se mila kya mujhko Bechaini-o-beqarari yaar ki, Is ashiqui se mila kya mujhko Ik sunahari raah ishq ki, Aur tere pyaar se mila kya mujhko Ik raah jeene ki hamvaar si.
- in General ShayariAur bhi cheezain bohot si lutt chukin hain dil kay saath Yeh batayaa doston ne ishq furmane kay baad Ab kamray ki ek ek cheez check karta hoon main Ek tere aane se pehley, ek tere jaane kay baad
- in General ShayariSaawan Ka mausam tha, Poonam ki Raat Thi Mein uske paas tha, woh mere karib thi Woh mere paas aayi, par thodi si ghabraayi Jab meine uska haath pakada to thodi si sharmaayi Usne kaha, aao aaj hum aise bandhan me bandh jaaye Jise duniya ki koi taakat na tod paaye Meri khushi ka andaaja lagana mushkil hai Par iske aage jo hua, woh batana bhi mushkil hai Usne mera haath haatho me lekar kaha, Yeh Janam-janmo ka bandhan hai phir mujhe yaad aaya, yeh Saawan ka mausam yeh poonam ki raat - Aaj to RakshaBandhan hai.
- in General Shayari