Jab Paas Ho To Rukh Se, Nigahain Na Morna Jab Dour Ho To Mera, Tasavvur Na Chorna Aye Dost!!! Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch Le Mushkil Bahut Hai, Rishton Ki Zanjeerain hain Torna
- in General ShayariAasmaan mein ud raha hai kabootar Aasmaan mein ud raha hai kabootar Flutter Flutter, Flutter Flutter
- in General ShayariBaat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi to na thi le gaya cheen ke kaun aaj tera sabr-o-qarar be-qaraari tujhe ae dil kabhi aisi to na thi
- in General ShayariGar hota woh saqi apni aankhon ke jaam ka Gar milta na saqi sharab-e-haraam ka Kiya ittefaaqat ne mujh ko barbaad wagarna Naam apna bhi hota aala muqaam ka
- in General Shayarigalyaan saa.nkhalii sonyaa chii, hii porii konaa chii, galyaan saa.nkhalii sonyaa chii, hii porii konaa chii
- in General Shayarikaranaa hii pa.Degaa zaqat-e-alam piine hii pa.De.nge yah aa.Nsuu fariyaad-o-fuGaa.n se ai naadaan tauhiin-e-mohabbat hotii hai
- in General Shayariai vaa_iz-e-naadaan karataa hai tuu ek qayaamat kaa charchaa yahaa.N roz nigaahe.n milatii hai.n yahaa.N roz qayaamat hotii hai
- in General ShayariIf you love someone, Set her free ... If she comes back, and if you love her still, set her free again, repeat(Playful)
- in General ShayariMujhe bhulna bhi chaho to bhula na sako ge Main to palkon pe thahar jaoon ga, aaansoon ki tarah
- in General ShayariAshk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho, dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho, In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum, mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho, Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho, milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho ...
- in General Shayari