Ho gayi galti humse, click ho gaya mouse Duniya ki parwaah chhodo, ban jaao meri spouse!
- in General ShayariUs khwabon main ab koi nahi aur hum bhi nahi Itne roze se aaye hain, chup chaap guzar jaate hain Nurm aawaaz, bholi baatain, mohazzab lehjaa Pehle baarish main hi, sab rang utar jaate hain Raasta roke khari hai, wahi uljhan kab se Koi puche to kahen kya ke kidhar jaate hain
- in General ShayariWoh to hum hai jo aap ki chahat dil main rakhate hai Warna aap jaise softwares to bazaar main bikte hai
- in General ShayariMujhko tanha chor ne waale Tu na tanha rah jaye Jis pe tujh ko naaz hai itna Uska naaam zamana hai
- in General ShayariMein pal do pal ka shayar hoon, pal do pal meri kahani hai pal do pal meri hasti hai..
- in General ShayariKya kahoon aapse kitni umeeden thi Aap kya badle duniya badal si gayi, Aasra de ke dil tod te hain mera Is tarah sataane se kya faaida,
- in General ShayariWo aik Sajda jisay tu giran samajhta hai hazar sajdon say deta hai is admi ko nijjat
- in General Shayaririshtey,wafaein dosti sab kuch toh pass hai kiya baat hai pata nahi dil kiun udaas hai
- in General ShayariDhokha diya hai khud ko muhobbat ke naam se, kaise kahen ki tere gunahgaar hum nahi.....
- in General Shayari