Ye kadam kaaton per yoon kyon chalne ko majboor hue? Kyon sapne tute mere kyon arma chakna choor hue? Kyon akele hi mujhko rahoon per chalte jaana hai? Kyan judaai mili mujhhe aur kyon tum mujhse door hue? Jab bhi aakhein kholu mein mujhko suraj dhalta kyon dikhta hai? Es dil ke bagiche mein kyon phool na koi khilta hai? Kyon har dam har pal tum mujhko yaad bahut hi aate ho? Kyon tanha raaton mein mujhko chain kabhi na milta hai? Kyon ab bhi teri yaadein teri baatein tadpati hain? Kyon ye gam mile mujhko wo lamhe kyon itne kroor hue? Mere sapne mere vaade kyon tujhko namanzoor hue? Kyon mera gam hi sab kuch, kyon ansoon mere kohinoor hue? Kyon tumne meri kismat se meri khushiyaan manjil chini hain? Kyon mere jeevan mein mujhse aise kya dastoor hue? Kyon akele hi????????????????? ???????????????????door hue?
- in Love ShayariMein aapko kaise lagthi hoon ? Badi puraani hamari mulk ki ye kahaawath hain, Badi puraani hamari mulk ki ye kahaawath hain, Aapki jaisi potti Khayamath hain Woh jab door tha to.. Woh jab door tha to bhi kitne paas tha, Kaisa meetha sa woh bhi ek ehsas tha, Aaj woh paas ho ke bhi kitna door hai, Yarab kismat ko shayad yehi manjoor hai! You are my! Shikava hame manjur nahi na koi bahana hoga , hamari khushio ki kasam aap ko aana hoga! Pyar hai ikaraar.. Pyar hai ikaraar kar nahi paati, bina kahe bhi to rah nahi paati, kya karu is dewane dil ka bas inakaar kar nahi paati, jab chaha ikraar dil ne kaha intazar, per kaise bataye is dil se ke humko ho gaya hai pyar.
- in Sms ShayariChaand hasta hai.. Chaand hasta hai chandni muskurati hai aap hume yaad kare na kare hume to aapki yaad aati hai Yeh such hai dosto.. Yeh such hai dosto kissi se pyaar na karna, Kabhi kissi ka is zmaane mein aitbaar na karna, Tham ke khanjar apne hi hathon mein, Bedardi se apne dil par vaar na karna. Tu Tu nahi saari duniya ki nazar humse khaffa hai, Jab apne hi naseeb mein pyaar na ho, To kaise kahen ki koi bewfaa hai. Dil mein yaadon ki tarha Dil mein yaadon ki tarha Aakhon mein aasu ki tarha Dil mein yaadon ki tarha Aakhon mein aasu ki tarha Jaanu, tum mere paas ho Jaanu, tum mere paas ho Phoolon mein khusbhu ki tarha
- in Sms ShayariJaam Baadalon se salaam leta hoon , wakt ke haath thaam leta hoon, maut ruk jaati hai pal bhar ke liye , jab mein hathon mein jaam leta hoon Dhoka mat dena Dil diya to, Jaan bhi de dena, Magar yeh yaad rakhna, Kisiko dhoka mat dena Kya zaroorat.. Mast Nazron se dekh lenaa tha Agar tamanna thi aazmane ki Hum to behust youn hi ho jaate Kya zaroorat thi muskurane ki Dil Ko Manana.. Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan Bhool Tum mujhe bhool kar to dekho Har khushi routh jayegi Jab akele tum baithogi Khud-ba-khud meri yaad aayegi Naseeb Dil ke rishtey ajeeb hote hain koi dil ke kareeb hote hain, meri tanhaai ka zikar na kiya kar, apne apne naseeb hote hain
- in Sms ShayariGul gaye, gulsun gaye Gul gaye, gulsun gaye gayi tumhari hoton ki lali chord do mera picha hogayi tum bacho wali Zindagi Khuda kisiki muhabbat pe fida na kare, Agar kare to zindagi bhar judaa na kare Sirf mera dil hi janta hai Kaise kahe ke aap kitni khubsurat hai, Kaise kahe ke hum aap pe marte hai, Yeh to sirf mera dil hi janta hai, Ke hum aap pe hamari jawani qurban karte hai Mein dosti nibhaounga Aaj ujaali ki kiran kho gayi zindagi veraan se ho gayi, gaye woh din jab humne unse umeed rakha Aaj yeh khoob ho gaya ki humain dosti se nafrat ho gayi
- in Sms ShayariDil Mein Tumare Aakhien Chehre pe haseen chaa jati hai Aankhon main suroor aaa jata hai Jab tum mujhe apna kahtay ho Apne pe ghuroor aa jata hai Muskurake aankh mar do Tir se na maro patthar se mar do bas ek tamanna hai muskurake aankh mar do
- in Sms ShayariDil Mein Tumare Aakhien Chehre pe haseen chaa jati hai Aankhon main suroor aaa jata hai Jab tum mujhe apna kahtay ho Apne pe ghuroor aa jata hai Muskurake aankh mar do Tir se na maro patthar se mar do bas ek tamanna hai muskurake aankh mar do
- in Sms ShayariAankho mein ansu aa jatte hai, Phir bhi labo par hasi rakhni parrti hai, Ye haal tabhi hota hai, Jab lambe safar main susu rokni parrti hai.... Sharab sharir ko khatam karti hai Sharab samaj ko khatam karti hai Aao aaj is sharab ko khatam karte hai Ek botal tum khatam karo ek hum khatam karte hai.
- in Sms ShayariAasman me ud rahe the galib, Aasman me maze se ud rahe the galib, Aasman me uchhal uchhalke ud rahe the galib, Ruk gayi hawa, Gir gaye galib Wah wah… kya sher bole galib Bhag gai public phas gaya galib
- in Sms ShayariEk chipkali ne gaana(song) sunaya To baki saare chipkaliyan zameen par gir gayi.... Puchon kaise..kaise. .????? Kyonki baki sabhi chipkaliyon ne uske liye taaliyan bajayee.....
- in Sms ShayariBohut ho chuki mohabbat mein meri ruswai, ya Khuda main wafa kar ke bhi bewafa kehlaya, Dard kitne hain bata nahi sakta, Zakhm kitne hain dikha nahi sakta, Aankhon se samajh sako to samajh lo, Aansoo gire hain kitne ginwa nahi sakta.
- in Love Shayarijispe apna sar rakhti hogi woh diwar rat bhar mahkti hogi mere pyar ka wad aata hoga jab daal mai namak chakhti hogi jaha jaha chua kalayee ko maine kanch ki chudiyon se dhakti hogi meri mulakato ke vade gin ke kapde teh kar kar ke rakhti hogi jisme chupayee hai tesbeer meri ab kitab bas bahi padhti hogi jab jhankta hoga khidki se chand unse kah dungi ye kahti hogi koe shikva na hoga use mujshe woh meri mazburiyan samjhti hogi hum bhagwan ki hi sunte they janumanu suna hai ab teri bhi "aarti" hogi
- in Bewafai