disconnect thai maru connection reconnect thai tari yad pachhi ave chhe open karu chhu mara network neighborhood ne entire network ma khali tuj ave chhe
- in General ShayariTum har raat mere khwabon mein aao, Tum har raat mujhe yuunhi satao, Melody khao khud jaan jao…
- in General ShayariPehle to kanto ko bhi seene se laga leta tha Ab koi phool bhi deta hai to darr lagta hain
- in General Shayariladka bola : kash ein hasinao ke baap mar jate, bahana gam ka hota, hum inke ghar to jaate. Ladki boli: Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga, kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.
- in General ShayariRait par likh ke mera naam mitaya na karo aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na karo log har baat ka afsana bana lete hain sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo
- in General ShayariEk Musafir Ne Raat Pichlay Pahar Apne Mehboob Ke Na Aane Par Kar Diya Taj Mahal Ke Tukre Aab-E-Jamuna Main Phaik Kar Pathar Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga
- in General Shayariek umr se hoon lazzat-e-giriyaa se bhi maharuum aye raahat-e-jaan mujh ko rulaane ke liye aa... ab tak dil-e-khushfeham ko tujh se hain ummiden ye aakharii shammen bhi bujhaane ke liye aa
- in General ShayariToot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah
- in General ShayariDil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan
- in General ShayariHar shaam dil bahut Udaas Hota hai, Tumhari dosti ka Ehsaas hota hai, Us waqt Tumhari bahut Yaad aati hai, Jab Koi Bandar Aas Paas Hota Hai !!!
- in General Shayari