Zaruri To Nahi, Ke Batayain Labon Se Dastaan Apni Zabaan Ek Aur Bhi Hoti Hai Izhaar Ki
- in General ShayariHumne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi joshh ke sath ! Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi shhor ke sath ! Aab hum pyar karenge badi soch ke sath Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath
- in General ShayariIs hasrat se mila kya mujhko Ik jhalak mere dildaar ki Is muhabbat se mila kya mujhko Bechaini-o-beqarari yaar ki, Is ashiqui se mila kya mujhko Ik sunahari raah ishq ki, Aur tere pyaar se mila kya mujhko Ik raah jeene ki hamvaar si.
- in General ShayariAur bhi cheezain bohot si lutt chukin hain dil kay saath Yeh batayaa doston ne ishq furmane kay baad Ab kamray ki ek ek cheez check karta hoon main Ek tere aane se pehley, ek tere jaane kay baad
- in General ShayariSaawan Ka mausam tha, Poonam ki Raat Thi Mein uske paas tha, woh mere karib thi Woh mere paas aayi, par thodi si ghabraayi Jab meine uska haath pakada to thodi si sharmaayi Usne kaha, aao aaj hum aise bandhan me bandh jaaye Jise duniya ki koi taakat na tod paaye Meri khushi ka andaaja lagana mushkil hai Par iske aage jo hua, woh batana bhi mushkil hai Usne mera haath haatho me lekar kaha, Yeh Janam-janmo ka bandhan hai phir mujhe yaad aaya, yeh Saawan ka mausam yeh poonam ki raat - Aaj to RakshaBandhan hai.
- in General Shayaribetho chhu site banavva domain name bani tu same ave store karava mangu chhu kaik Database bani tu ave chhe
- in General Shayariaage aati thi hale dil pe hansi ab kisi baat par nahin aati janta hoon sababe-taato-zahad par tabeeat idhar nahin aati
- in General ShayariParwaaz hai dono ki isi ek fizaan mein Karghaz(vulture) ka jahan aur hai, Shaheen(falcon) ka jahaan aur
- in General Shayari